Neeraj Chopra Lifestyle,Net Worth,Income In Hindi

Neeraj Chopra Lifestyle,Net Worth,Income In Hindi
Neeraj Chopra Lifestyle,Net Worth,Income In Hindi 

Tokyo Olympics :-

Dara Sal Haliy Mein Hue Tokyo Olympics Har Sal Ki Tarha 2020 Mein Hone Wala Tha Lekin Covid-19 Ke Chalte 2021 Japan Ke Tokyo Per Hua Jisper Hamare Neeraj Chopra Ne Bhi Hissa(admission) Liya, Neeraj Chopra Ke Oper Sare Desh Ki Nazar Thi Ki Es Bar Neera Chopra Jayse Khiladi Hame Tokyo Olympics Per Gold Medal Dila Sakta Hai Ku Ki Esse Pahele Neeraj Chopra Kafi Medal Dilaya Hai Bharat Ko Lekin Olympics Per Pahelibar Gold Medal Dilane Wale Neeraj Chopra Hain. Neeraj Chopra Ne Es Mukam Per Aane Ke Liya Kafi Mahenat Kiye Hain Aur Neeraj Chopra Ke Es Jit Ko Aap Itihas(History)Ke Panno Par Likha Jayga Jo Kabhi Koi Mita Nahi Payga. 

Neeraj Chopra National Records & Career :-

Neeraj Chopra Ne 2012 Pe Athletic Champion Medal(Win Medal) Jitne Ke Baad Neeraj Chopra Ne Poland mein Hua 2016 Mein (IAF UN World) Athletic Javelin Throw Championship mein 86.48M. Dur Bhala Fek Ke Ek New Record Banaya Aur Bharat Ko Gold Medal Dilaya Aur Esi Karen Neeraj Chopra Ko Army Per junior Commission Post Milchuki Thi Jiske Karan Family Ki Help Kiya Karte Aur Sath Mein Aapne Khel Per practice Bhi Kiya Karte The.Army Per Job Milne Ke Baad Neeraj Bhai Ne Ek Interview Per Bola Tha Ki Mere Papa Ek Kisaan( Farmer) Hain Aur Maa Ek House Wife Hain Aur Hamare Family Mein Kisi Kibhi Sarkari( government) job Nahi Thi Esliya Sabhi Log Khusi Hain Mere Jobs Se. Aur Aage Jakar 2018 Mein Indonesia Ke Jakarta Mein Hue Asian Games Per Neeraj Bhai Ne Throw Karke 86.6M. Ek New Record Banaya Aur Bharat Ko Gold Medal Dilaya, Lekin Neeraj Bhai Ne 2018 Per Hue Asian and Common Wealth Game Per Sander Performers Ke Baad Se Neeraj Bhai Kandhe( Shoulder) Ki Chot Ke Wajhase Kafi Time Khel Se Dur The Lekin Tokyo Olympics Jo 2020 Ke Jagha Covid-19 Ke Chalte 2021 Per Hua Osi Time Per Neeraj Bhai Ne Hissa(Admission) Lekar Khud Ka Hi Record Tod Kar Ek New Record Banaya Jo 87.58M Dur Bhala Fek Kar Bharat Ko Gold Medal Dilaya. 

Neeraj Chopra Lifestyle/Biography:-

Dosto Neeraj Chopra Ka Date of Birth 24 December 1997 Haryana Mein Hua Hai.Neeraj Chopra Garib Kissan Family Se Hain Aur 11 Years Ki Umra Mein Motapa Ki Shikar Ho Jaate Hain Neeraj Chopra Ke Wajan Barne Ke Karan Ghar Walone Neeraj Chopra Ko Khel Kudne Per Dhiyan Dena Bola Neeraj Chopra Ne Aapne Ek Cha-cha Ke Sath Panipat Ke Shivaji Stadium Mein Jaane Lage Aam Bharat Basi Ki Tarha Neeraj Bhai Ka Bhi Pasandita Khel Cricket Hua Karta Tha  Lekin Stadium Per Javelin Throw Karne Wale Khiladiyon Ko Dekhkar Bolne Lage Ki Mein To Es Jada Dur Fek Sakta Hu Aur  Yahi Se Neeraj Chopra Ke Man Ke Andar Cricket Out Aur Javelin Throw Ne Entry Lely To Yahi Se Neeraj Chopra Ne javelin Throw Per Dhiyan Dene Lage.

Neeraj Chopra Lifestyle,Net Worth,Income In Hindi
Neeraj Chopra Biography In Hindi 

Neeraj Chopra Family :--

Neeraj Bhai Family Ke Bare Mein To Kuch Nahi Bola Hai Lekin Neeraj Bhai Ek Join Family Se Hain, Neeraj Bhai Ke Papa Ka Name “Satish Kumar Aur Maa Ka Name Saroj Devi” Neeraj Bhai Ke Papa Ek Farmer(Kissan) Hain Aur Maa House Wife. 

Neeraj Chopra Ke Income & Net Worth:--

Neeraj Chopra Ka Income Hai 1 Month 50K Aur Ghumne Firne Aur Hotel Per Rahena Ka Kharch Government duwara Kiya Jata Hai.

Also Read:- carryminati lifestyle in Hindi

Also Read :- Round2Hell Biography In Hindi 

Also Read:- Jubin Nautiyal lifestyle in Hindi

Aap Baad Karte Hain Net Worth Ki To 2021 Ke Aanusar Neeraj Bhai Ka Net Worth Hai 2-3 Crores.

Religion:- 

Neeraj Chopra Hindu Dharam Se Hai.

Maritial status:--

Neeraj Chopra Aabhi Single Hain.

Car & Bike Collection:--

Neeraj Bhai Ke Pass Ek Toyota Fortuner Hai Jis Ki Kimat 35-40 Lakh Hai. Es Ke Alaba Bajaj Pulsar 220Cc Jis Ki Kimat 1-1.50Lakh Hai Aur Dusri Bike Hai Harley Davidson Jis Ki Kimat Hai 10Lakh.

Neeraj Chopra Lifestyle,Net Worth,Income In Hindi
Neeraj Chopra Car & Bike collection

To Dosto Neeraj Chopra Ke Lifestyle/ Biography Jaan Kar Kaysa Laga Comment Jarul Kare Aur Aapne Dosto Ke Sath Share Jarul Kare Thanks.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ