Chicken Lababdar Recipe In Hindi॥ चिकन लबाबदार वानाने कि विधि। |
Chicken Lababdar॥ चिकन लबाबदार Ek North Indian Stylish Recipe Hain. Ayse Hi Kafi Log Pasand Karne Ke Sath Sath ‘Chicken Lababdar॥ चिकन लबाबदार’ Ghar Per Banane Ki Kafi Kosi Karte Hai Lekin Sahi Tarikose Bana Nahi Pate ‘Chicken Lababdar॥ चिकन लबाबदार ’. Aaj Main Bataunga Ghar Per Sahi Tarika Se ‘Chicken Lababdar ॥ चिकन लबाबदार वानाने कि विधि ’। To ‘Chicken Lababdar ॥ चिकन लबाबदार वानाने ’ Se Pahele In सामग्रीक Bajar Se Le Aaya.
Also Read:- Ghar Per Butter Chicken Kay Se Banay Bina Tandoor Ke
Also Read:- Ghar per Hyderabadi Mutton Biryani Kaise banay
1. Boneles(बिना हड्डी का) Chicken Large (big)
& Leg Piece 500gm.
2. Tomato 2 Piece.
3. Onion 2 Piece.
4. Green Chilli 2 Piece .
5. Garlic 2 piece.(लहसुन )
6. Ginger 1 piece.( अदराक)
7. Cashew Nut 6 piece .(काजू)
8. Red chilli Powder.
9. Turmeric Powder.(हल्दी पाउडर)
10. Cumin Powder. (जीरा पाउडर)
11. Salt.
12. Curd.( दही)
13. Amul Fresh Cream.
15. Kasuri Methi ( Garam Kar ke dale)
16. Cloves ( लौंग ) 3 Piece.
17. Cinnamon (दालचीनी ) 1 Piece
18. Cardamom ( इलायची ) 2 Piece.
19. Peppercorn 8 Piece.
20. Garam Masala powder.
21. Coriander Powder ( धानिया पाउडर)
22. Mace ( Javitri ) 1 Piece.
23. Bay Leaf 1 Piece.
24. Sunflower Oil 2 Cup.
Bajar Se A सामग्रीक Le Ane Ke Bat Chicken Piece Ko Pahele Wash (धुलाई) Karle,
‘Chicken Lababdar ॥ चिकन लबाबदार वानाने Ke Liya Niche Diya Gay Points Pare .
Chicken Mixing Kay Se Kare :--
‘Chicken Lababdar ॥ चिकन लबाबदार वानाने Ke Liya Sabse Pahele 1 Bowl (कटोरा) Pe Chicken Piece Rakhe Aur Osper Red chilli Powder, Cumin Powder, Turmeric Powder, Salt To Taste, Curd (दही) Dal Ke Mixing Karle Achese. 1 Hour ( घंटा) Dhak Ke Rakhde.
Gravy Kay Se Banaya :--
Chicken Lababdar Recipe In Hindi॥ चिकन लबाबदार वानाने कि विधि। |
Chicken Lababdar ॥ चिकन लबाबदार वानाने Ke Liya Gravy Sab Se Jada Ahem Hota Hai Agar Gravy Sahi Hoga To Taste Bhi Sahi Hoga.
Ek Handi (हांडी) Me Pani Dal Kar Bowil (उबाल) Kare Osper Cube Cutting Onion, Ginger, Garlic, Green Chilli Aur Cashew Nut Dale, Dhiyan Rakhna Sabhi Cutting Hona Chahiya Bowil (उबाल लें) Ne Ke Baat Thanda Karle Aur Sabhi Mixer Me Pest Karle.
Chicken Lababdar ॥ चिकन लबाबदार Kay Se वानाये :---
Frypan/ Kadai Pe Oil 2 Cup Dale Heat Hone Ke Bat 3 Cloves, 2 Cardamom, 1 Cinnamon, 1 Bay Leaf, 8 Peppercorn,1 Mace ( Javitri) Kuch Der Garam Hone Ke Bat Gravy Jo Pest Kiya Tha O Dal Kar 5-6 Minutes Cook Karle Dhiyan Rakhna Medium Fire Hona Chahiya. Gravy Thorasa Brown Hone Ke Bat, 2 tsp (चम्मच)Coriander Powder (धानिया पाउडर), 1 tsp Red Chilli Powder, 1/2 tsp Garam Masala powder, Tomato Pest, Salt To Taste, Sabhi Masala Mixing Karne Ke Bat Haam Ne Jo Chicken Rakhatha Dheere Se Masale Pe Dale Aur Mix Kare 3 Minutes Medium Heat Per. 2 Cup Water Dal Kar 15 Minutes Slow Heat Per Cook Kare Kuch Dhak Ke . Chicken Cook Hone Ke Bat Sath Main Amul Fresh Cream Aur 1 tsp Kasuri Methi Dal Kar 3 Minutes Cook Karle Aur Ready Hochuka Chicken Lababdar॥ चिकन लबाबदार ।
Serve Kare Butter Naan Aur Rumali Roti Ke Sath.
Aap Sabhi Ko Recipe Pasand Aay To Share Jarul Karna Thanks.
0 टिप्पणियाँ