Ghar per pani puri kay se banate hain |
Gahar Per Pani Puri Kay Se Banaya
Main Yahan Do Tarika Ka Pani Puri Banane Ki Recipe Bataonga Jo Ek "Kolkata" Style Aur "Mumbai" Style Me.
Pani Puri To Sabhi Log Pasand Karte Ho Lekin Sabhi Logo Ka Ekhi Khuyais Raheta Hai Bajar Ke Jayse Kurkura Cripsi Pani Puri Ghar Per Kay Se Banaya. Dekhiya Ap Sab Pani Puri Bana Ne Ki Recipe Sikhne Aayho To Achese Jankari Leke Jao. Ghar Per Pani Puri Bana Ne Ke Liya En Samano Ka Kharid Dari Karle.
No.1 Maida 250gm
2. Suji 250gm
3. Baking / Cooking Soda 5gm
4. Salt Or Black Salt (Bit Namak bolte ho
5. Aloo 500gm
6. Coriander Powder / धनिया Powder
7. Jira(Cumin)Powder
8. Red Chilli Powder (Lal Mirch)
9. Black Chana (Chola jise Bolte Hai)
10. Paka Hua Emli ( Tamarind) 500gm
11. Dhaniya Aur Pudina Patta( Leaf)
12. Lemon ( Nibu)
13. Oil
Pani Puri Ki Pani 2 Style Ka Hota Hai Mumbai or Kolkata Style. Jada Tar Log Kolkata Style Pasand Karte Hai Or Mujhe Bhi Kolkata Style Pasand Hai To Janlete Hai Kolkata Style Or Ha Mumbai Style Bhi Bataonga Kon Sa Style Pasand Aaya jarul Bonla please.
Ghar Per Puri Bana Ne Ki Tarike:---
1. Maida Kay Se Guthe / Samate:----
Ek Bartan Lele Or Osper 250gm Suji or 250gm Maida, Baking / Cooking Soda
Or Salt Dale Or Jarurat Ke Hisab Pani Dalke Mixing Kare. Achese Maida Mix / Guth Ne Ke Bat Thora Taid Or Thora soft Hai Ya Nahi Check Karle 20 Minutes Kapre Se ठाक दे .
Maida Kay Se Guthe |
Also Read :- Ghar Per Butter Chicken Kay Se Banay Bina Tandoor Ke
Also Read :- Chicken Lababdar Recipe In Hindi
Also Read:- Ghar Per Hyderabadi Mutton Dum Biryani Kaise banay
2. Puri Round Size Kay Se Kate :--
Bajar Pe Jake Cooki Cutter Lele Round Size. Jo Maida Gutha Tha Ap Ose 3 Ehise Me Baatle, Ek Ehisa Lekar Round Size Bele Or Cooki Cutter Se Katle, Dhiyan Rakhna Belte Waqt "Oil Ya Maida" Mat Dena. Ayse Or 2 Ehise Katle Dhiyan Rakhna Kahi Mota Na Rahejay Dono Site Se Sahi Hona Chahiya Jada Mota, Jada Patla Mat Karna. Or Ha Katne Ke Bat Do Site Gile Kapre Se Dhak Dena Ku Ki Jada Sakt Na Ho Pher Oil Jada Pilegi Puri Thik Se Nahi Hoga A Bat Dhiyan Rakhe.
3. Puri Kay Se Tale :---
Sabse Pahele Oli Ko Dhuya Dar Garam Karle Garam Hone Ke Bat Fire🔥 Dhime Karde, Oil Garam Hone Ke Bat Fire Dhime Nahi Kiya To Puri Ki Jaga Papri Banjaygi A Dhiyan Rakhe.
Cooki Cutter Se Kata Hua Puri Leaya Or Gile Kapre Hata Dena Dhiyan Rakhe Puri Gila Nahi Hona Chahiya Nahi To Oil Ap Ke Hato Ko Jala Sakti Hai.
Pahele 1 piece Puri Dalkar Check Kar Sakte Ho Oil Ketna Garam Hua Hai. Oske Bat Puri Dalkar 2 Site Palat Palat Ke Fry Karlena Jada Lal Mat Karlene Nahi To Khane Pe Karva( कड़वा ) Ho Sakta Hai.
A To Thi Puri Banane Ke Tarike. Ap Sabne Puri To Banali Lekin Pani Ke Bina Puri Khana Bekar Hai Sahi Bolana. Kiya Ap Sab Ko Pata Hai Pani Puri Ki Pani Kay Se Banaya. To Janlete Hai Pani Puri Ki Pani Kay Se Bana Na Hai Chinta Mat Karo Kolkata or Mumbai Do Style Bataonga Pahele Kolkata Style Batata Hu.
4. Kolkata Style Me Pani Kay Se Banaya :-
Ji Ha Kolkata Style Me Jada Asan Hai Pani Puri Ki Pani Bana Na.
Ek Handi Ya Bartan Lele Jo Ap Sabhi Ko Thik Lage Pani Banane Keliya.
Handi Ya Bartan pe 500gm Paka Hua Emli Lele, Jo Ap Sabhi Ko Bajar Me Asani Se Miljaygi. Aur Osi Handi Me 1Ltr Pani Dale, Salt, Jira Powder, Coriander (धनिया ) powder, Lal Mirch Powder, Black Salt Aur Nibu Dale Ho Sake To Test Karle Jada Tikha Aur Jada khatta Na Ho. A To Thi Kolkata Style.
Kolkata Style Pe Pani Bnanaya |
5. Mumbai Style Me Pani Kay Se Banaya:-
Sabse Pahele Mixer Pe Dhaniya Aur Pudina Patta(Leaf) Dale, 4 Pices Haree Mirch, Paka Hua Emli Pani Dale Aur Pest Kare.
Dusre Handi Me Chanle Bacha Hua Pest Katore(Bowl) Pe Rakhde. Pest Kiya Hua Pani Pe Ohi Same Masala Aur 500 Ltr Pani Dale, Dale Ne Ke Bat Mix Karle Thik Se Test Karle Thikha Aur Khatta Hona Chahiya.
Mumbai Style Pani Recipe |
6. Aloo Masala Kay Se Banaya :----
Aloo 20 Minutes Achese Wubal (Boil) Karle .Barasa Katora (Bowl) Me Aloo Achese "Masal Le" (Mashed), Masal Ne Ke Bat Kala Chana, Lal Mirch Powder, Dhaniya powder, Jira powder, Crush Haree Mirch, Paka Hua Emli Pani Dalkar Mixing Kare Aur Acha Ke Liya Papri Mix Karde, Bhulna Mat Pest Kiya Hua Pudina Katora (Bowl) Pe Jo Rakhatha Obhi Sath Me Mix Karde. To Hamara Pani Puri Ki Full Recipe Bankar Ready Hochuka. Ap Sabhi Ko Mera Recipe Kay Sa Laga Jarul Comment Kare.
Aloo Masala |
Recipe Ko Jarul Share Kare Please.
0 टिप्पणियाँ