Mohabat Ka Sharbat |
Ji Ha Dosto Thick Suna Hai Mohabat Ka Sharbat Jo New Style Hai Sharbat Banane Ki, Na Ki Cooking Recipe. Kafi Dino Se Mohabat Ka Sharbat Banane Ka Video YouTube Per Viral Ho Raha Hai To Bola Chalo Me Bhi A Style Aajmata Hu Aur Sath Mein Aap Sab Ko Bhi Batata Hu Mohabat Ka Sharbat Bana Na, Dhiyan Rakhna Mein Aapne Style Se Bana Raha Hu Na Ki Kisi Ki Copy. Niche Diya Gay Samogrik Bajar Se Le Aay,
Ingredients (Samogrik) :-
Aap Ka paribar Jada Hai To Aapne Hisab Se Kuch Jada Kuch Kam Le Skate Ho
1. Milk(दूध) 1 Liter.
2. Watermelon (तरबूज) 2Kg.
3. Apple (सेब) 500Gg.
4. Banana (केला) 12 Piece.
5. Pomegranate (आनार दाना) 2 Piece.
6. Cherry 4 Piece.
7. Rooh Afza Sharbat Syrup - 100ML
8. Sugar (चीनी)- 500 Gm
9. Ghar Per Kisi Ptram Mein Bara Sa Ice Le Na Hai Aur Ice Cube Bhi.
To En Samogrik Bajar Se Le Ane Ki Baat Aap Aati Hai Pyar Mohabat Ka Sharbat Kay Se Banay ?
Milk (दूध) Ubal Ne Ka Sahi Tarika (Bowil):--
Sabse Pahele Ek Handi Mein 1 Letar Milk(दूध) Aur Sath Mein 500Gm Sugar Dal Kar Ubal Le/ ( Bowil) Karle. (Sugar Jada Dal Ne Ku Bola Kuki Sharbat Mein Ice Dal Ne Ke Baat Pighal Jata Hai To Mithas Kam Hojata Hai Fer To Sugar Nahi Dal Sakte Na Esliya). Milk (दूध) Thorasa Garam Hone Ke Baat Thanda Hone Ke Liya Site Mein Rakh De, Dhiyan Rakhna Sugar Bhi Ghul Miljana Chahiya Aur Jada Garam Bhi Nahi Karna Aur Thorasa Milk Ka Color Change Hosakta Hai O Esliya Milk (दूध) Ka Sath Sugar Hai.
Fruit Katne Ka Sahi Tarika :-
Sabse Pahele Ham Watermelon( तरबूज) Cut Karenge Tarbhuj Ekdam Bariki Se Cut Karenge Matlab Small Cube Cut Karenge Dhiyan Rakhna Seeds (बीज) Sath Mein Nahi Hona Chahiya Cutting Karne Ke Baat Katore( Bowls ) Mein Site Karde. Apple Aur Baki Fruits Bhi Thick Osi Tarha Se Cutting Kar Le. Lekin Aanardana (Pomegranate) Ko Ham Nahi Cut Karenge O To Aap Sabhi Ko Pata Hoga.
Mohabat Ka Sharbat Recipe In Hindi |
Pyar Mohabat Ka Sharbat Kay Se Banay :--
Es Bar Baat Aati Hai Fully Sandra Pyar Mohabat Ka Sharbat Ki To Jo Ham Ne Milk Thanda Hone Ke Liya Rakhna Tha Osper Rooh Afza Syrup Full Dale Aur Sath Mein All Cut Fruits Aur Aanardana Bhi Dale Aur Aachese Mix Karle, Mix Hone Ke Baat Ice Dale Aur Ha Sharbat Dene Ke Wakt Oper Cherry Garnish Karna Na Bhule. Aap Sabhi Ka Sandar Mohabat Ka Sharbat Ready Hochuka Hai. Pyar Mohabat Ka Sharbat / Mohabat Ka Sharbat Same Hai.
Also Read:- Ghar Per Butter Chicken Kayse Banay Bina Tandoor Ke
Also Read:- Bajar Ke Jayse Pani Puri Kay Se Banay in Hindi
Also Read:- Chicken Lababdar Recipe In Hindi
To Aap Sabhi Ko Mera Mohabat Ka Sharbat Kaysa Laga Comment Jarul Kare Aur Sath Mein Share Jarul Kare Please.
0 टिप्पणियाँ